watan kii fikr kar naadaan museebat aane waali hai teri barbaadiyon ke mashware hain aasmaanon men
Related Sher
maine jo kuchh bhi socha hua hai main vo vaqt aane pe kar jaaunga tum mujhe zahar lagte ho aur main kisi din tumhein pee ke mar jaaunga
Tehzeeb Hafi
285 likes
karta nahin khayal teraa is khayal se tang aa gaya agar tu meri dekhbhaal se chal mere saath aur tabiyat ki fikr chhod do meel door hai meraa ghar aspataal se
Tehzeeb Hafi
158 likes
har geet men har baar gaunga tujhe apni ghazal men gunagunaunga tujhe tu eed hai aur tu hi diwali meri main har baras yoonhi manaaunga tujhe
Krishnakant Kabk
48 likes
dil se niklegi na mar kar bhi watan ki ulfat meri miTTi se bhi khushboo-e-wafa aayegi
Lal Chand Falak
48 likes
aap to munh fer kar kahte hain aane ke li.e vasl ka vaa'da zaraa aañkhen mila kar keejie
Lala Madhav Ram Jauhar
47 likes
More from Allama Iqbal
nahin is khulii fazaa men koii gosha-e-faraaghat ye jahaan ajab jahaan hai na qafs na aashiyana
Allama Iqbal
5 likes
na poochho mujh se lazzat khaanmaan-barbaad rahne ki nasheeman saikron main ne banaa kar phoonk dale hain
Allama Iqbal
29 likes
yaqeen mohkam amal paiham mohabbat faateh-e-aalam jihaad-e-zindagaani men hain ye mardon ki shamshirein
Allama Iqbal
22 likes
dhoondhta firta hooñ main iqbaal apne aap ko aap hi goya musaafir aap hi manzil hooñ main
Allama Iqbal
4 likes
urooj-e-aadam-e-khaaki se anjum sah men jaate hain ki ye toota hua taara mah-e-kaamil na ban jaa.e
Allama Iqbal
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Allama Iqbal.
Similar Moods
More moods that pair well with Allama Iqbal's sher.







