haalat-e-haal se begaana banaa rakha hai KHud ko maazi ka nihaan-khaana banaa rakha hai
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
ek tasveer banaaunga teri aur fir haath lagaaunga tujhe
Nasir khan 'Nasir'
73 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
ye vo qabeela hai jo husn ko KHuda maane yahaañ pe kaun teri baat ka bura maane ishaara kar diya hai aapki taraf maine ye bacche pooch rahe the ki be-vafa maane
Kushal Dauneria
74 likes
ye kahte ho tire jaane se dil ko chain aayega to jaata hooñ KHuda haafiz magar tum jhooth kahte ho
Zubair Ali Tabish
80 likes
More from Abbas Qamar
main peechhe bhaagne waalon men sab se aage hooñ ye meri aakhiri koshish hai khud ko paane kii
Abbas Qamar
0 likes
tanhaaii se chaunke jo kabhi KHud ko pukaara khaamoshi se ghabraaye to zanjeer hila dii
Abbas Qamar
15 likes
jab tak jala ye ham bhi jale iske saath saath jab bujh gaya charaagh to sona pade ha men
Abbas Qamar
26 likes
jahaan saare hawa banne ki koshish kar rahe the wahaan bhi ham diya banne ki koshish kar rahe the
Abbas Qamar
34 likes
ek sofa hai jise teri zaroorat hai bahut ek kursi hai jo mayus raha karti hai
Abbas Qamar
39 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abbas Qamar.
Similar Moods
More moods that pair well with Abbas Qamar's sher.







