pareshaan hai vo jhoota ishq kar ke vafaa karne ki naubat aa gaii hai
Related Sher
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
main tere baad koi tere jaisa dhoondhta hooñ jo be-vafaaii kare aur be-vafa na lage
Abbas Tabish
90 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
gham-e-furqat ka shikwa karne waali meri maujoodgi men so rahi hai
Jaun Elia
130 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
More from Fahmi Badayuni
meri pahli nazar lautaa de mujh ko teri jaanib dobaara dekhna hai
Fahmi Badayuni
0 likes
tasalli de rahe hain chaaragar ko samajh lo haal hai kaisa hamaara
Fahmi Badayuni
14 likes
nigaahen karti rah jaati hain hijje vo jab chehre se imlaa bolta hai
Fahmi Badayuni
42 likes
kamra khola to aankh bhar aayi ye jo KHushboo hai jism thii pahle
Fahmi Badayuni
0 likes
badan ka zikr baatil hai to aao bina sar pair ki baatein karenge
Fahmi Badayuni
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fahmi Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fahmi Badayuni's sher.







