aadatan tum apni baaton se firoge tha pata dil hai dil ka kya karen bas ishq ki taameel ki
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
kis li.e dekhti ho aaina tum to KHud se bhi khoobsurat ho
Jaun Elia
203 likes
tum un ke wa'de ka zikr un se kyun karo ghalib ye kya ki tum kaho aur vo kahein ki yaad nahin
Mirza Ghalib
123 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
tamaam umr ha men saath saath chalna hai bas itnaa kah ke safar kar liya juda usne
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
ye shab ka pahar ye sard fazaa jala ke alaav baithe hain ham
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
surkh haal-e-zaboon hai yaaro ashk dar ashk KHoon hai yaaro
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
na jaane kis gali men rooth jaa.e zindagi hamsena jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
ye maasoom chehra ye qaatil nigaahen bahut khoobsurat hain saari adaayein
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







