aahat si koi aa.e to lagta hai ki tum ho saaya koi lehr aa.e to lagta hai ki tum ho
Related Sher
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
More from Jaan Nisar Akhtar
har-chand e'tibaar men dhoke bhi hain magar ye to nahin kisi pe bharosa kiya na jaa.e
Jaan Nisar Akhtar
27 likes
aur kya is se ziyaada koi narmi bartoon dil ke zaKHmon ko chhua hai tire gaalon ki tarah
Jaan Nisar Akhtar
31 likes
log kahte hain ki tu ab bhi KHafaa hai mujh se teri aankhoñ ne to kuchh aur kaha hai mujh se
Jaan Nisar Akhtar
43 likes
sau chaand bhi chamkengi to kya baat banegi tum aa.e to is raat ki auqaat banegi
Jaan Nisar Akhtar
45 likes
log kahte hain ki tu ab bhi KHafaa hai mujh se teri aankhoñ ne to kuchh aur kaha hai mujh se
Jaan Nisar Akhtar
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaan Nisar Akhtar.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaan Nisar Akhtar's sher.







