aaj ghhalib hai mire sar par ishq aaj main 'mir' hua chahta huun
Related Sher
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
More from Shadab Javed
ik pyaase ki maut hui hai ab paani ko dukh hogaa
Shadab Javed
29 likes
agar tu KHush hai meri haar se to meri har jeet se nafrat hai mujh...ko
Shadab Javed
27 likes
masale ka ye hal nikala hai khwahishon ko hi maar daala hai
Shadab Javed
31 likes
main pahle jhooth par haklaaya usse phir us ke baad maahir ho gaya tha
Shadab Javed
27 likes
kisi ne apne muqaddar ka rona rote hue kisi ke card ke bose sambhal-sambhal ke li.e
Shadab Javed
29 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shadab Javed.
Similar Moods
More moods that pair well with Shadab Javed's sher.







