aap tashreef laaye the ik roz doosre roz e'tibaar hua
Related Sher
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
main bhi ik shakhs pe ik shart laga baitha tha tum bhi ik roz isee khel men haaroge mujhe eed ke din ki tarah tumne mujhe zaayaa' kiya main samajhta tha muhabbat se guzaaroge mujhe
Ali Zaryoun
129 likes
aaj uske gaal choo men hain to andaaza hua chaai achchhii hai magar thoda sa meetha tez hai
Tehzeeb Hafi
131 likes
aadmi desh chhode to chhode ali dil men aap men hua ghar nahin chhodta ek main hooñ ki neende nahin aa rahi ek tu hai ki bistar nahin chhodta
Ali Zaryoun
124 likes
bitha diya hai sipaahi ke dil men dar usne talaashi dii hai dupatta utaar kar usne main isliye bhi use khudkushi se rokta hooñ likha hua hai meraa naam jism par usne
Zia Mazkoor
106 likes
More from Fahmi Badayuni
kamra khola to aankh bhar aayi ye jo KHushboo hai jism thii pahle
Fahmi Badayuni
0 likes
meri pahli nazar lautaa de mujh ko teri jaanib dobaara dekhna hai
Fahmi Badayuni
0 likes
use le kar jo gaadi ja chuki hai main shaayad us ke neeche aa raha hooñ
Fahmi Badayuni
23 likes
aaj paivand ki zaroorat hai ye saza hai rafu na karne ki
Fahmi Badayuni
27 likes
badan ka zikr baatil hai to aao bina sar pair ki baatein karenge
Fahmi Badayuni
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fahmi Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fahmi Badayuni's sher.







