aazmaane men yahii khatra raha hai kal jo apna tha kahaan apna raha hai
Related Sher
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
ye rishton se banaa hai ghar ye eeton ka makaan kuchh hai mujhe ye chat bataati hai pitaa ka saayebaan kuchh hai bulan dii par pahunch maataa pitaa ko chhod dete hain are paagal dhara jab tak tabhi tak aasmaañ kuchh hai
Divya 'Kumar Sahab'
17 likes
door raushni hui naseeb the dhale hue maine ki dua magar qubool faasle hue baat par yaqeen nahin to nain dekh le mere intizaar ke diye tere li.e jale hue
Divya 'Kumar Sahab'
32 likes
jab paanv men paayal khanakti hai samudri phir tabhi poore dhara-paatal ko hamne chahakte dekha hai
Divya 'Kumar Sahab'
36 likes
tum to kahte the ki main rota nahin hooñ kab se itnaa muskuraya ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







