jab paanv men paayal khanakti hai samudri phir tabhi poore dhara-paatal ko hamne chahakte dekha hai
Related Sher
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
tum to kahte the ki main rota nahin hooñ kab se itnaa muskuraya ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
aazmaane men yahii khatra raha hai kal jo apna tha kahaan apna raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
jagaaya hai ha men kambakht kisne bacha tha saatwaan fera hamaara
Divya 'Kumar Sahab'
1 likes
teri tasveer ki tasveer to main kheench saka hooñ teri tasveer se main kaash tujhko kheench saka bas
Divya 'Kumar Sahab'
35 likes
sirf saansey hi nahin ye naam teraa hi chale KHoon men saansey nahin ab gholtе ham hain tujhe
Divya 'Kumar Sahab'
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







