teri tasveer ki tasveer to main kheench saka hooñ teri tasveer se main kaash tujhko kheench saka bas
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
gale milnaa na milnaa to teri marzi hai lekin tere chehre se lagta hai teraa dil kar raha hai
Tehzeeb Hafi
575 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
tum to kahte the ki main rota nahin hooñ kab se itnaa muskuraya ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
ab jigar men dard hai to dard hone deejie aap ladke ko badal kar mard hone deejie
Divya 'Kumar Sahab'
1 likes
zara sa dukh to hota hai pareshaani nahin hoti koii ab chhod jaata hai to hairaani nahin hoti
Divya 'Kumar Sahab'
5 likes
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
main bharose ko bachaane par tula hooñ vo bahaanon par utarta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







