ab lagta hai theek kaha tha ghalib ne badhte-badhte dard davaa ho jaata hai
Related Sher
gale milnaa na milnaa to teri marzi hai lekin tere chehre se lagta hai teraa dil kar raha hai
Tehzeeb Hafi
575 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
teraa chehra subh ka taara lagta hai subh ka taara kitna pyaara lagta hai tum se mil kar imli meethi lagti hai tum se bichhad kar shahad bhi khaara lagta hai
Kaif Bhopali
72 likes
dard-e-mohabbat dard-e-judai dono ko ik saath mila tu bhi tanhaa main bhi tanhaa aa is baat pe haath mila
Abrar Kashif
78 likes
itnaa ooncha udna bhi kuchh theek nahin paaban dii lag jaati hai parwaazon par tujhko choo kar aur kisi ki chaah rakhe hairat hai aur laanat hai aise haathon par
Varun Anand
71 likes
More from Madan Mohan Danish
kyun zaroori hai kisi ke peechhe peechhe ham chalen jab safar apna hai to apni ravaani chahiye
Madan Mohan Danish
11 likes
asl men paaya hi daanish tab use jab use khone ka dar jaata raha
Madan Mohan Danish
32 likes
patthar pahle KHud ko patthar karta hai uske baad hi kuchh kaarigar karta hai
Madan Mohan Danish
14 likes
musalsal tajarbo ka hai nateeja main darya se kinaara ho gaya hooñ
Madan Mohan Danish
33 likes
mujhe apna kinaara kam tha 'daanish' badha li maine phir gehraai apni
Madan Mohan Danish
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Madan Mohan Danish.
Similar Moods
More moods that pair well with Madan Mohan Danish's sher.







