musalsal tajarbo ka hai nateeja main darya se kinaara ho gaya hooñ
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
aaj to dil ke dard par hañs kar dard ka dil dukha diya main ne
Zubair Ali Tabish
110 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
More from Madan Mohan Danish
kyun zaroori hai kisi ke peechhe peechhe ham chalen jab safar apna hai to apni ravaani chahiye
Madan Mohan Danish
11 likes
apni duniya bhi chal pade shaayad ik ruka faisla kiya jaa.e
Madan Mohan Danish
23 likes
patthar pahle KHud ko patthar karta hai uske baad hi kuchh kaarigar karta hai
Madan Mohan Danish
14 likes
asl men paaya hi daanish tab use jab use khone ka dar jaata raha
Madan Mohan Danish
32 likes
ye nadaani nahin to kya hai daanish samajhna tha jise samjha raha hooñ
Madan Mohan Danish
36 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Madan Mohan Danish.
Similar Moods
More moods that pair well with Madan Mohan Danish's sher.







