ada aai jafa aai ghhurur aaya hijab aaya hazaron afaten le kar hasinon par shabab aaya
Related Sher
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
ye bhraamak prakaash ye kalpit deep utsav drishtiheen hue to ye sab paaya hai maryada purushottam to vanvaas men hai sanyaasi ke bhes men raavan aaya hai
Azhar Iqbal
49 likes
ehsaan teraa pichla chukaaya nahin gaya mushkil men abki baar bulaayaa nahin gaya main tujhse milne aa gaya hooñ tere shahar tak aur tujhse relgaadi tak aaya nahin gaya
Tanoj Dadhich
58 likes
yoon to har shaam umeedon men guzar jaati hai aaj kuchh baat hai jo shaam pe rona aaya
Shakeel Badayuni
56 likes
adakaar ke kuchh bhi bas ka nahin hai mohabbat hai ye koi drama nahin hai jise teri aañkhen bataati hain rastaa vo raahi kahii bhi pahunchta nahin hai
Zubair Ali Tabish
63 likes
More from Nooh Narvi
achchhe bure ko vo abhii pahchaante nahin kamsin hain bhole-bhaale hain kuchh jaante nahin
Nooh Narvi
13 likes
maazra-e-qais mere zehan men mahfooz hai ek deewane se suniye ek deewane ka haal
Nooh Narvi
14 likes
aate aate raah par vo aayenge jaate jaate bad-gumaani jaayegi
Nooh Narvi
19 likes
hazaaron ranz-e-dil de de ke maashooqon ko jhele hain ye paapad kis ne belee hain ye paapad maine belee men
Nooh Narvi
15 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nooh Narvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nooh Narvi's sher.







