apna lahu bhar kar logon ko baant gae paimane log duniya bhar ko yaad rahenge ham jaise divane log
Related Sher
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
tujhe na aayengi muflis ki mushkilaat samajh main chhote logon ke ghar ka badaa hoon baat samajh
Umair Najmi
99 likes
More from Kaleem Aajiz
na jaane rooth ke baitha hai dil ka chain kahaan mile to us ko hamaara koii salaam kahe
Kaleem Aajiz
17 likes
vo baat zaraa sii jise kahte hain gham-e-dil samjhaane men ik umr guzar jaa.e hai pyaare
Kaleem Aajiz
14 likes
vo kahte hain har chot par muskuraao vafaa yaad rakho sitam bhool jaao
Kaleem Aajiz
22 likes
suna hai ha men be-vafa tum kaho ho zaraa ham se aañkhen mila lo to jaanen
Kaleem Aajiz
31 likes
gham hai to koi lutf nahin bistar-e-gul par jee KHush hai to kaanton pe bhi aaraam bahut hai
Kaleem Aajiz
42 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kaleem Aajiz.
Similar Moods
More moods that pair well with Kaleem Aajiz's sher.







