apne hamrah jo aate ho idhar se pahle dasht padta hai miyan ishq men ghar se pahle translation know, if you come along with me, from here, jungle precedes the home in love, my dear. sagar akbarabadi
Related Sher
man men ek iraada hota hai taabish raja pahle pyaada hota hai taabish maanta hooñ majbooriyaan theen kuchh dikkat thii par vaa'da to vaa'da hota hai taabish
Vishal Singh Tabish
75 likes
main jab so jaaun in aankhoñ pe apne hont rakh dena yaqeen aa jaayega palkon tale bhi dil dhadakta hai
Bashir Badr
75 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
koi paagal hi mohabbat se nawaazega mujhe aap to KHair samajhdaar nazar aate hain
Zubair Ali Tabish
78 likes
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
More from Ibn۔e۔Insha
dil hijr ke dard se bojhal hai ab aan milo to behtar ho is baat se ham ko kya matlab ye kaise ho ye kyunkar ho
Ibn E Insha
17 likes
ham bhool sake hain na tujhe bhool sakenge tu yaad rahega ha men haan yaad rahega
Ibn E Insha
25 likes
ek se ek junoon ka maara is bastii men rehta hai ek humeen hushiyaar the yaaro ek humeen bad-naam hue
Ibn E Insha
19 likes
jo motiyon kii talab ne kabhi udaas kiya to ham bhi raah se kankar samet laaye bahut
Ibn E Insha
9 likes
apne hamraah jo aate ho idhar se pahle dasht padta hai miyaan ishq men ghar se pahle
Ibn E Insha
19 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ibn۔e۔Insha.
Similar Moods
More moods that pair well with Ibn۔e۔Insha's sher.







