apni khuddaari to paamaal nahin kar sakteus ka number hai magar call nahin kar sakte
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
More from Nadir Ariz
saare gham bhool ga.e aapke rone pe mujhe kisko thandak men paseene ka khyaal aata hai aakhri umr men jaate hai madine ham log marne lagte hai to jeene ka khyaal aata hai
Nadir Ariz
42 likes
rah bhi saka hai kahii naam teraa likkha hua saare jungle ki to pardtaal nahin kar sakte
Nadir Ariz
31 likes
waqt deta tha vo milne ka tabhi rakkhi thii dost ik daur tha maine bhi ghadi rakkhi thii raasta khatm makaanon ke tajaavuz se hua maine jab naqsha banaya tha gali rakkhi thii
Nadir Ariz
43 likes
e'tibaar aata nahin to aazma ke dekh le ham tere sab chaahne waalon men awwal aayenge
Nadir Ariz
50 likes
itnaa pyaara hai vo chehra ki nazar padte hi log haathon ki lakeeron ki taraf dekhte hain
Nadir Ariz
60 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nadir Ariz.
Similar Moods
More moods that pair well with Nadir Ariz's sher.







