aql-o-dil do ajeeb ham saa.e saath hain phir bhi saath-saath nahin
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
More from Jaymin Joshi Mauj
vo faqat mujhse ishq karti hai tumko bhi vahm hai mubarak ho
Jaymin Joshi Mauj
2 likes
bharosa hai bahut mujh...ko sabhi par koi to phir se aa.e dil dukh aa.e fana hone ko raahen aur bhi hain magar ye intikhaab-e-ishq h aa.e
Jaymin Joshi Mauj
2 likes
main bhi tanha tum bhi tanha honge chalo tanhaaii baanti jaa.e phir
Jaymin Joshi Mauj
3 likes
KHamoshii lafz par bhari naya tarz-e-bayaan apna paraaye mulk men ab dhoondhta hooñ ham zabaan apna
Jaymin Joshi Mauj
3 likes
har ek baat ke markaz men vo hai so har ek baat dil par aa lagii hamko
Jaymin Joshi Mauj
3 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaymin Joshi Mauj.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaymin Joshi Mauj's sher.







