arz-o-sama kahan tiri vusat ko pa sake mera hi dil hai vo ki jahan tu sama sake
Related Sher
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
main choomta hooñ to vo haath kheench leta hai use pata hai ye seedhi kahaan pe jaani hai
Nadir Ariz
104 likes
waqif kahaan zamaana hamaari udaan se vo aur the jo haar ga.e aasmaan se
Faheem Jogapuri
85 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
vo nahin meraa magar us se mohabbat hai to hai ye agar rasmon rivaajon se baghaavat hai to hai
Deepti Mishra
102 likes
More from Khwaja Meer Dard
tar-daamani pe shaikh hamaari na jaaiyo daaman nichod den to farishte wazu karen
Khwaja Meer Dard
29 likes
zindagi hai ya koi toofaan hai ham to is jeene ke haathon mar chale
Khwaja Meer Dard
22 likes
baazi badi thii usne mere chashme-tar ke saath aakhir ko haar haar ke barsaat rah gayi
Khwaja Meer Dard
27 likes
main jaata hooñ dil ko tire paas chhode mirii yaad tujh ko dilaata rahega
Khwaja Meer Dard
29 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Khwaja Meer Dard.
Similar Moods
More moods that pair well with Khwaja Meer Dard's sher.







