baad marne ke miri qabr pe aaya 'ghhafil' yaad aai mire iisa ko dava mere baad
Related Sher
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
husn bala ka kaatil ho par aakhir ko bechaara hai ishq to vo kaatil jisne apnon ko bhi maara hai ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi
Jaun Elia
129 likes
mohabbat apni qismat men nahin hai ibadat se guzaara kar rahe hai
Fahmi Badayuni
115 likes
dua karo ki salaamat rahe mirii himmat ye ik charaaghh kaii aandhiyon pe bhari hai
Waseem Barelvi
113 likes
tu bhi kab mere mutaabik mujhe dukh de paaya kis ne bharna tha ye paimaana agar khaali tha ek dukh ye ki tu milne nahin aaya mujhse ek dukh ye hai us din meraa ghar khaali tha
Tehzeeb Hafi
162 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawar Khan Ghafil.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawar Khan Ghafil's sher.







