husn bala ka kaatil ho par aakhir ko bechaara hai ishq to vo kaatil jisne apnon ko bhi maara hai ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
na karo bahs haar jaayogi husn itni badi daleel nahin
Jaun Elia
265 likes
kya galat-fahmi men rah jaane ka sadma kuchh nahin vo mujhe samjha to saka tha ki aisa kuchh nahin ishq se bach kar bhi banda kuchh nahin hota magar ye bhi sach hai ishq men bande ka bachta kuchh nahin
Tehzeeb Hafi
306 likes
More from Jaun Elia
khoob hai ishq ka ye pehlu bhi main bhi barbad ho gaya tu bhi
Jaun Elia
0 likes
jama ham ne kiya hai gham dil men is ka ab sood khaaye jaayenge
Jaun Elia
29 likes
kya kaha ishq jaavedaani hai aakhiri baar mil rahi ho kya
Jaun Elia
44 likes
yahaañ vo kaun hai jo intikhaab ae gham par qaadir ho jo mil jaa.e vahii gham doston ka muddaa hogaa
Jaun Elia
46 likes
ai shaKHs main teri justuju se be-zaar nahin hooñ thak gaya hooñ
Jaun Elia
45 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaun Elia.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaun Elia's sher.







