baap zeena hai jo le jaata hai unchaai tak maa dua hai jo sadaa saaya-fagan rahtii hai
Related Sher
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
dua karo ki salaamat rahe mirii himmat ye ik charaaghh kaii aandhiyon pe bhari hai
Waseem Barelvi
113 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
maang sindoor bharii haath hinaai karke roop joban ka zaraa aur nikhar aayega jiske hone se meri raat hai raushan raushan chaand men aaj vahii aks nazar aayega
Azhar Iqbal
67 likes
mujhse har shaKHs rooth jaata hai meraa hona bhi mas'ala hai ik
Vishal Singh Tabish
69 likes
More from Sarfraz Nawaz
is ga.e saal bade zulm hue hain mujh par ai naye saal maseeha ki tarah mil mujh se
Sarfraz Nawaz
28 likes
bas ik zaraa nigaah uchatti si daal kar vo kah rahe hain itne men kharcha nikaalie
Sarfraz Nawaz
30 likes
kise padi thii mira haal poochta mujh se mujhe to rasm nibhaani thii muskurana tha
Sarfraz Nawaz
43 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Sarfraz Nawaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Sarfraz Nawaz's sher.







