badan ke donon kinaron se jal raha huun main ki chhu raha huun tujhe aur pighal raha huun main
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
More from Irfan Siddiqi
main KHvaab dekh raha hooñ ki vo pukaarta hai aur apne jism se baahar nikal raha hooñ main
Irfan Siddiqi
0 likes
Ek main hoon ki is aashob e nava men chup hoon
Irfan Siddiqi
0 likes
kaha tha tum ne ki laata hai kaun ishq kii taab so ham javaab tumhaare sawaal hi ke to hain
Irfan Siddiqi
4 likes
utho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke li.e ki neend shart nahin KHvaab dekhne ke li.e
Irfan Siddiqi
15 likes
dekhte hain to lahu jaise ragein todta hai ham to mar jaayenge seene se laga kar us ko
Irfan Siddiqi
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irfan Siddiqi.
Similar Moods
More moods that pair well with Irfan Siddiqi's sher.







