baddua hai ke vahaañ aa.e jahaan baithe the aur afkaar vahaañ aapko baitha na mile
Related Sher
ham bhi gaav men shaam ko baitha karte the hamko bhi haalaat ne baahar bheja hai
Zahid Bashir
94 likes
jahaan se jee na lage tum wahin bichhad jaana magar KHuda ke li.e be-vafaaii na karna
Munawwar Rana
85 likes
vo shaant baitha hai kab se main shor kyoon na karoon bas ek baar vo kah de ki chup to chun na karoon
Charagh Sharma
54 likes
vo ek hi chehra to nahin saare jahaan men jo door hai vo dil se utar kyun nahin jaata
Nida Fazli
54 likes
do jahaan kii zindagi jeekar chale hain do ghadi marte-marte phir mujhe kuchh aur marne deejie
nakul kumar
83 likes
More from Afkar Alvi
aisa mat kar waisa mat kar us se kehna chhod diya pata nahin kya soojhi maine ye dukh sahna chhod diya mere kahte rahne par ham saath rahen aur phir ik din maine kehna chhod diya aur usne rahna chhod diya
Afkar Alvi
22 likes
hijr men KHud ko tasalli dii kaha kuchh bhi nahin dil magar hansne laga aaya badaa kuchh bhi nahin
Afkar Alvi
51 likes
phir ek roz muqaddar se haar maani gayi zabeen choom ke bola gaya KHuda haafiz
Afkar Alvi
58 likes
main tumhein badduaen deta hooñ taaki tum meraa dard jaan sako tum jise chahte ho mar jaa.e aur tum uske baad zinda raho
Afkar Alvi
72 likes
apne bhi tujh ko apnon men ab gin nahin rahe afkaar maan ja ki tere din nahin rahe
Afkar Alvi
59 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Afkar Alvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Afkar Alvi's sher.







