baagbaan ham to is khayal ke hain dekh lo phool phool todo mat
Related Sher
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
More from Jaun Elia
khoob hai ishq ka ye pehlu bhi main bhi barbad ho gaya tu bhi
Jaun Elia
0 likes
muskuraaye ham us se milte waqt ro na padte agar khushi hoti
Jaun Elia
0 likes
koi mujh tak pahunch nahin paata itnaa aasaan hai pata meraa
Jaun Elia
47 likes
saari duniya ke gham hamaare hain aur sitam ye ki ham tumhaare hain
Jaun Elia
48 likes
jaun duniya ki chaakri kar ke tune dil ki vo naukri kya ki
Jaun Elia
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaun Elia.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaun Elia's sher.







