bahan ki iltija maan ki mohabbat saath chalti hai vafa-e-dostan bahr-e-mashaqqat saath chalti hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
jaanta hooñ ki tujhe saath to rakhte hain kaii poochna tha ki teraa dhyaan bhi rakhta hai koi
Umair Najmi
109 likes
aur bhi dukh hain zamaane men mohabbat ke siva raahatein aur bhi hain vasl ki raahat ke siva
Faiz Ahmad Faiz
106 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Syed Zameer Jafri.
Similar Moods
More moods that pair well with Syed Zameer Jafri's sher.







