Bahut satate hain vo rishte jo toot jaate hain
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
More from Meraj Faizabadi
main saari umr andheron men kaat saktaa hooñ mere diyon ko magar raushni paraai na de
Meraj Faizabadi
10 likes
zinda rahna hai to haalaat se darna kaisa jang laazim ho to lashkar nahin dekhe jaate
Meraj Faizabadi
22 likes
jab tujhe rishte nibhaane ka hunar aa jaayega teraa dushman KHud hi chalkar tere ghar aa jaayega
Meraj Faizabadi
11 likes
jaane kab chubh jaa.e aankhoñ men koii be-rehm sach aaina bhi dekhne waalo sambhal kar dekhna
Meraj Faizabadi
11 likes
mujh ko thakne nahin deta ye zaroorat ka pahaad mere bacche mujhe boodha nahin hone dete
Meraj Faizabadi
41 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Meraj Faizabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Meraj Faizabadi's sher.







