bala hai qahr hai aafat hai fitna hai qayamat hai hasinon ki javani ko javani kaun kahta hai
Related Sher
kahooñ kis se main ki kya hai shab-e-gham burii bala hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota
Mirza Ghalib
62 likes
vo aftaab laane ka dekar ha men fareb hamse hamaari raat ke jugnoo bhi le gaya
Rajesh Reddy
47 likes
yaaro kuchh to zikr karo tum us ki qayamat baanhon ka vo jo simtate honge un men vo to mar jaate honge
Jaun Elia
114 likes
thak ga.e ham karte karte intizaar ik qayamat un ka aanaa ho gaya
Akhtar Shirani
34 likes
zamaana chahe jo aaj kar le nahin rukenge qadam hamaare jis aag se aftaab raushan vo aag dil men dhadhak rahi hai
Amaan Pathan
43 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Arsh Malsiyani.
Similar Moods
More moods that pair well with Arsh Malsiyani's sher.







