hai dekhne waalon ko sambhalne ka ishaara thodii si naqaab aaj vo sarkaaye hue hain
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Abbas Qamar
103 likes
vo jo na aane vaala hai naa us se mujh ko matlab tha aane waalon se kya matlab aate hain aate honge
Jaun Elia
75 likes
saare ka saara to meraa bhi nahin aur vo shaKHs be-vafa bhi nahin ghaur se dekhne pe boli hai shaa dii se pahle sochna bhi nahin
Kushal Dauneria
85 likes
laut kar nahin aata kabr se koi lekin pyaar karne waalon ko intzaar rehta hai
Shabeena Adeeb
85 likes
More from Arsh Malsiyani
Similar Writers
Our suggestions based on Arsh Malsiyani.
Similar Moods
More moods that pair well with Arsh Malsiyani's sher.







