ban gaya hai shahar to ab gaav inko chahiye kaat dete hain shajar phir chaanv inko chahiye aankh men izzat nahin hai ladkiyon ke vaaste aur paayal ke li.e phir paanv inko chahiye
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
teraa chup rahna mere zehan men kya baith gaya itni aawaazen tujhe deen ki gala baith gaya
Tehzeeb Hafi
235 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
tapte seharaaon men sab ke sar pe aanchal ho gaya usne zulfen khol deen aur mas'ala hal ho gaya
Tehzeeb Hafi
195 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
tum to kahte the ki main rota nahin hooñ kab se itnaa muskuraya ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
jagaaya hai ha men kambakht kisne bacha tha saatwaan fera hamaara
Divya 'Kumar Sahab'
1 likes
Log yaha par aayenge to rang lagane mujhko phir bhi
Divya 'Kumar Sahab'
1 likes
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
aazmaane men yahii khatra raha hai kal jo apna tha kahaan apna raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







