baaki jo chup rahoge to utthengi ungaliyaan hai bolna bhi rasm-e-jahaan bolte raho
Related Sher
daulat shuhrat biwi bacche achha ghar aur achchhe dost kuchh to hai jo in ke baad bhi haasil karna baaki hai kabhi-kabhi to dil karta hai chalti rail se kood padhoon phir kahtaa hoon...paagal ab to thoda rastaa baaki hai
Zia Mazkoor
91 likes
har ek baat ko chup-chaap kyun suna jaa.e kabhi to hausla kar ke nahin kaha jaa.e
Nida Fazli
55 likes
teraa chup rahna mere zehan men kya baith gaya itni aawaazen tujhe deen ki gala baith gaya
Tehzeeb Hafi
235 likes
maine bas itnaa poocha tha kya dekhte ho bhala maine ye kab kaha tha mujhe dekhna chhod do geeli miTTi ki khushboo mujhe sone deti nahin mere baalon men tum ungaliyaan pherna chhod do
Tajdeed Qaiser
76 likes
mujh men rahte hain karodon log chup kaise rahoon har ghazal ab saltanat ke naam ek bayaan hai
Dushyant Kumar
40 likes
More from Baqi Siddiqui
tum zamaane kii raah se aa.e warna seedha tha raasta dil ka
Baqi Siddiqui
18 likes
vaqt ke paas hain kuchh tasveerein koi dooba hai ki ubhara dekho
Baqi Siddiqui
34 likes
tum bhi ulti ulti baatein poochte ho ham bhi kaisi kaisi qasmen khaate hain
Baqi Siddiqui
60 likes
har naye haadse pe hairaani pahle hoti thii ab nahin hoti
Baqi Siddiqui
39 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Baqi Siddiqui.
Similar Moods
More moods that pair well with Baqi Siddiqui's sher.







