bas ek baar manaya tha jashn-e-mahrumi phir us ke baad koi ibtila nahin aai
Related Sher
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
More from Ada Jafarey
kaanta sa jo chubha tha vo lau de gaya hai kya ghulta hua lahu men ye khurshid sa hai kya
Ada Jafarey
22 likes
warna insaan mar gaya hota koi be-naam justuju hai abhii
Ada Jafarey
18 likes
koi taair idhar nahin aata kaisi taqseer is makaan se hui
Ada Jafarey
21 likes
ek aaina roo-b-roo hai abhius ki khushboo se guftugoo hai abhii
Ada Jafarey
25 likes
hamaare shahar ke logon ka ab ahvaal itnaa hai kabhi akhbaar padh lena kabhi akhbaar ho jaana
Ada Jafarey
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ada Jafarey.
Similar Moods
More moods that pair well with Ada Jafarey's sher.







