bas-ki dushwaar hai har kaam ka aasaan hona aadmi ko bhi muyassar nahin insaan hona
Related Sher
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
kijeye izhaar-e-mohabbat chahe jo anjaam ho zindagi men zindagi jaisa koi to kaam ho
Priyamvada ilhan
55 likes
karunga kya jo mohabbat men ho gaya naakaam mujhe to aur koi kaam bhi nahin aata
Ghulam Mohammad Qasir
63 likes
tumne jab se apni palkon par rakha kaalikh ko sab kaajal kaajal kahte hain ishq men paagal hi to hona hota hai paagal hain jo mujh...ko paagal kahte hain
Vishal Bagh
63 likes
kya hai jo ho gaya hooñ main thoda bahut KHaraab thoda bahut KHaraab to hona bhi chahiye
Jawwad Sheikh
64 likes
More from Mirza Ghalib
koii veeraani sii veeraani hai dasht ko dekh ke ghar yaad aaya
Mirza Ghalib
0 likes
bijli ik kaundh gayi aankhoñ ke aage to kya baat karte ki main lab tashn-e-taqreer bhi tha
Mirza Ghalib
19 likes
apni gali men mujh...ko na kar dafn baad-e-qatl mere pate se khalk ko kyun teraa ghar mile
Mirza Ghalib
13 likes
aa.e hai bekasi-e-ishq pe rona ghalib kis ke ghar jaayega sailaab-e-bala mere baa'd
Mirza Ghalib
15 likes
kii mere qatl ke baad us ne jafa se tauba haaye us zood-pasheemaan ka pasheemaan hona
Mirza Ghalib
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mirza Ghalib.
Similar Moods
More moods that pair well with Mirza Ghalib's sher.







