bas tumhaara hi nazaara har jagah hooñ dekhta aankh hai palkon ke peeche ya kahii tum ho chhupi
Related Sher
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
aadmi desh chhode to chhode ali dil men aap men hua ghar nahin chhodta ek main hooñ ki neende nahin aa rahi ek tu hai ki bistar nahin chhodta
Ali Zaryoun
124 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
main bharose ko bachaane par tula hooñ vo bahaanon par utarta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
manegi is tarah tum dekhna deepaavali apni kahoge haath chhodo bhi pakode jal rahe hain jee
Divya 'Kumar Sahab'
2 likes
bas mohabbat baantne ka ye asar ham par hua vo humeen hain jo kisi ke bhi pasandeeda nahin
Divya 'Kumar Sahab'
2 likes
toofaanon se dar lagta hai kuchh rishton se ghar lagta hai toofaanon men ab ghar meraa ab rishton se dar lagta hai
Divya 'Kumar Sahab'
30 likes
chun liya kishton men marna tab bahut socha nahin faisla karna tha mujh...ko khudkushi ya shayari
Divya 'Kumar Sahab'
18 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







