main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
mujh se mat poochho ke us shaKHs men kya achha hai achchhe achhon se mujhe meraa bura achha hai kis tarah mujh se muhabbat men koi jeet gaya ye na kah dena ke bistar men badaa achha hai
Tehzeeb Hafi
566 likes
More from Ahmad Faraz
vo khaar khaar hai shaakh-e-gulaab kii maanind main zakhm zakhm hooñ phir bhi gale lagaaun use
Ahmad Faraz
0 likes
jaane kis haal men ham hain ki ha men dekh ke log ek pal ke li.e rukte hain guzar jaate hain
Ahmad Faraz
0 likes
ab zameen par koi gautam na mohammad na maseeh aasmaanon se naye log utaare jaayen
Ahmad Faraz
19 likes
tu apni sheeshaagari ka hunar na kar ज़ाया' main aaina hooñ mujhe tootne kii aadat hai
Ahmad Faraz
26 likes
awaaz de ke chhup gaii har baar zindagi ham aise saada-dil the ki har baar aa ga.e
Ahmad Faraz
19 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ahmad Faraz.
Similar Moods
More moods that pair well with Ahmad Faraz's sher.







