basant aai hai mauj-e-rang-e-gul hai josh-e-sahba hai khuda ke fazl se aish-o-tarab ki ab kami kya hai
Related Sher
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
tod kar tujhko bhala meraa bhi kya ban jaata ulta main apane li.e shart-e-sazaa ban jaata jitni koshish hai teri ek tavajjoh ke li.e usse kam men to main duniya ka KHuda ban jaata
Ashutosh Vdyarthi
48 likes
ye vo qabeela hai jo husn ko KHuda maane yahaañ pe kaun teri baat ka bura maane ishaara kar diya hai aapki taraf maine ye bacche pooch rahe the ki be-vafa maane
Kushal Dauneria
74 likes
zindagi kahte hain jis ko chaar din ki baat hai bas hamesha rahne waali ik KHuda ki zaat hai
Unknown
65 likes
ye kahte ho tire jaane se dil ko chain aayega to jaata hooñ KHuda haafiz magar tum jhooth kahte ho
Zubair Ali Tabish
80 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mah Laqa Chanda.
Similar Moods
More moods that pair well with Mah Laqa Chanda's sher.







