be-farsh-o-baam silsila-e-kaaynaat ke is be-sutoon nizaam men tu bhi hai main bhi hooñ be-saal-o-sin zamaanon men phaile hue hain ham be-rang-o-nasl naam men tu bhi hai main bhi hooñ
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Hyderabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Hyderabadi's sher.







