be-vafa hai to ye ik baat bhi sunti ja meri tujhko ik she'r hi kaafi hai bhulaane ke li.e
Related Sher
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaat teri aankhoñ ke siva duniya men rakha kya hai
Faiz Ahmad Faiz
401 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from Rakesh Mahadiuree
us ek shaKHs ko ham bhoolne kii koshish meinna jaane kitnii dafa us ko yaad kar baithe
Rakesh Mahadiuree
0 likes
vo ladka soory tha apne samay ka muhabbat kha gaii fankaar saai
Rakesh Mahadiuree
3 likes
tum deewane lagte ho tum kahaan se aa.e ho tum jahaan bhi baithoge ratjaga ho jaayega
Rakesh Mahadiuree
3 likes
us or ja rahe ho to laila ko bolna majnoon ka sabr toot gaya ik kisaan par
Rakesh Mahadiuree
9 likes
jaan-e-man main aainon men bhi tumhaara roop dekhta jo hooñ kabhi to iltijaa ke saath
Rakesh Mahadiuree
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







