us or ja rahe ho to laila ko bolna majnoon ka sabr toot gaya ik kisaan par
Related Sher
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
main chahta tha mujhse bichhad kar vo KHush rahe lekin vo KHush hua to badaa dukh hua mujhe
Umair Najmi
99 likes
jo toofaanon men palte ja rahe hain vahii duniya badalte ja rahe hain
Jigar Moradabadi
97 likes
saath chalte ja rahe hain paas aa sakte nahin ik nadi ke do kinaaron ko mila sakte nahin uski bhi majbooriyaan hain meri bhi majbooriyaan roz milte hain magar ghar men bataa sakte nahin
Bashir Badr
85 likes
More from Rakesh Mahadiuree
she'r meraa sun ke ahl-e-bazm to KHaamosh thii mere aage likhne waale tabsira karte rahe
Rakesh Mahadiuree
0 likes
muhabbat chaar din kii chaandni hai yahaañ sau janam ka andhiyaar saai
Rakesh Mahadiuree
3 likes
pahle sii dil men husn kii chaahat nahin bachi dekha hai hamne husn ko itne qareeb se
Rakesh Mahadiuree
0 likes
hamko maaloom hai jannat kii haqeeqat ghalib naam hamne kabhi gulzaar nahin rakkha hai
Rakesh Mahadiuree
8 likes
jaan-e-man main aainon men bhi tumhaara roop dekhta jo hooñ kabhi to iltijaa ke saath
Rakesh Mahadiuree
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







