bhale kisi ke bhi li.e main rastaa nain banaa magar kisi ke raaste men kaanta nain banaa
Related Sher
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
More from Irshad Siddique "Shibu"
zaraa main bhi dekhooñ vo dilli cheez hai kya dost jahaan pe aa ke mujh...ko bhool ga.e
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
saath men masjid ka mehmaan chala jaayega jaise hi mahe ramzaan chala aayega
Irshad Siddique "Shibu"
0 likes
naiiñ milnaa gar bhej koii photo hi pyaase ko qatra bhi bahut hota hai
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
tumhaare dil kii pooja hoti hogii tumhaara dil jo patthar ka hai jaani
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
uskaa dil hai vo maalik hai apne dil ka uski marzi jis..ko chahe rakhe dil men
Irshad Siddique "Shibu"
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irshad Siddique "Shibu".
Similar Moods
More moods that pair well with Irshad Siddique "Shibu"'s sher.







