bhookhe the aur bhookhe hi rah jaayenge mar jaayenge haath nahin phailaayenge
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
More from Gulshan
KHud se naaraaz zamaane se khafa rahte hain jaane kya soch ke ham sab se juda rahte hain
Gulshan
7 likes
safar ko beech men ham chhodkar waapas chale aate ishaara laut aane ka kisi ne to kiya hota
Gulshan
10 likes
murjha gaya gulaab to afsos ye hua naahaq juda kiya use shaakhon se tod kar
Gulshan
1 likes
jhoota na bo li.e mujhe jhoota nahin hooñ main kah to raha tha aapse achha nahin hooñ main
Gulshan
2 likes
KHuda hi jaanta hai apni marzi vo kis katre ko kab dariyaa karega
Gulshan
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Gulshan.
Similar Moods
More moods that pair well with Gulshan's sher.







