bichhad ke tujh se na dekha gaya kisi ka milap uda diye hain parinde shajar pe baithe hue
Related Sher
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
More from Adeem Hashmi
bhoolti kab hain bhala pichhli rutoon ki sohbaten hans baitha hi raha sukhe hue taalaab par
Adeem Hashmi
22 likes
ik khilauna toot jaayega naya mil jaayega main nahin to koi tujh ko doosra mil jaayega
Adeem Hashmi
37 likes
milnaa to KHair us..ko naseebon ki baat hai dekhe hue bhi us ko zamaana guzar gaya
Adeem Hashmi
57 likes
faasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha saamne baitha tha mere aur vo meraa na tha
Adeem Hashmi
94 likes
bichhad ke tujh se na dekha gaya kisi ka milaap uda diye hain parinde shajar pe baithe hue
Adeem Hashmi
41 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Adeem Hashmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Adeem Hashmi's sher.







