boodhi bojhal sookhi aañkhen dekh rahi hain hairat se kacchi umr ke ladkon ne kuchh aisi baatein likkhi hain
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
More from Shadab Javed
agar tu KHush hai meri haar se to meri har jeet se nafrat hai mujh...ko
Shadab Javed
27 likes
KHabar mili hai station par tum bhi aane waali ho rail ko peeche chhod diiyaa hai saanson ki raftaron ne
Shadab Javed
33 likes
tu parinda hai kisi shaakh ko ghar kar lega jo tere hijr ka maara hai kidhar jaayega
Shadab Javed
34 likes
kisi ne apne muqaddar ka rona rote hue kisi ke card ke bose sambhal-sambhal ke li.e
Shadab Javed
29 likes
ik pyaase ki maut hui hai ab paani ko dukh hogaa
Shadab Javed
29 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shadab Javed.
Similar Moods
More moods that pair well with Shadab Javed's sher.







