bura ho aaiine teraa main kaun hooñ na khul sakaa mujhi ko pesh kar diya gaya meri misaal men
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
More from Abdul Ahad Saaz
dost ahbaab se lene na sahaare jaana dil jo ghabraaye samundar ke kinaare jaana
Abdul Ahad Saaz
0 likes
she'r achchhe bhi kaho sach bhi kaho kam bhi kaho dard kii daulat-e-naayaab ko rusva na karo
Abdul Ahad Saaz
0 likes
bachpan men ham hi the ya tha aur koii vehshat sii hone lagti hai yaadon se
Abdul Ahad Saaz
0 likes
aayi hawa na raas jo saayo ke shahar kii ham zaat kii qadeem gufaaon men kho ga.e
Abdul Ahad Saaz
0 likes
pas-manzar men feed hue jaate hain insaani kirdaar focus men rafta rafta shaitaan ubharta aata hai
Abdul Ahad Saaz
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abdul Ahad Saaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Abdul Ahad Saaz's sher.







