buri sarisht na badli jagah badalne se chaman men aa ke bhi kanta gulab ho na saka
Related Sher
hamaari marzi se ab kya badlne vaala hai tumhaare kabze men voting masheen hai sahab
Varun Anand
55 likes
aapne mujh...ko daboya hai kisi aur jagah itni gehraai kahaan hoti hai dariyaa men
Tehzeeb Hafi
107 likes
jagah jagah na taalluq KHaraab kar meraa tere li.e to kisi se bhi lad padunga main
Zia Mazkoor
45 likes
ittifaq apni jagah khush-qismati apni jagah KHud banata hai jahaan men aadmi apni jagah
Anwar Shaoor
51 likes
bahut si hain jagah rahne ki yuñ to magar auqaat ka apna maza hai
Talib Toofani
33 likes
More from Arzoo Lakhnavi
kis kaam ki aisi sachchaai jo tod de ummeedein dil ki thodii si tasalli ho to gaii maana ki vo bol ke jhooth gaya
Arzoo Lakhnavi
16 likes
mohabbat wahin tak hai sacchi mohabbat jahaan tak koi ahad-o-paimaan nahin hai
Arzoo Lakhnavi
17 likes
mohabbat nek-o-bad ko sochne de ghair-mumkin hai badhi jab be-khu dii phir kaun dartaa hai gunaahon se
Arzoo Lakhnavi
24 likes
phir chahe to na aanaa o aan baan waale jhoota hi wa'ada kar le sacchi zabaan waale
Arzoo Lakhnavi
23 likes
aarzoo jaam lo jhijak kaisi pee lo aur dahshat-e-gunaah gaii
Arzoo Lakhnavi
15 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Arzoo Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Arzoo Lakhnavi's sher.







