chaand chehra zulf dariyaa baat KHushboo dil chaman ik tujhe dekar KHuda ne de diya kya kya mujhe
Related Sher
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
kaun si baat hai tum men aisi itne achchhe kyun lagte ho
Mohsin Naqvi
118 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
ye ishq nahin aasaan itnaa hi samajh lijye ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai
Jigar Moradabadi
114 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from Bashir Badr
KHuda kii us ke gale men ajeeb qudrat hai vo bolta hai to ik raushni sii hoti hai
Bashir Badr
0 likes
patthar ke jigar waalo gham men vo ravaani hai KHud raah banaa lega bahta hua paani hai
Bashir Badr
20 likes
phool ki aankh men shabnam kyun hai sab hamaari hi KHataa ho jaise
Bashir Badr
43 likes
doosri koi ladki zindagi men aayegi kitnii der lagti hai us ko bhool jaane men
Bashir Badr
34 likes
vahii likhne padhne ka shauq tha vahii likhne padhne ka shauq hai teraa naam likhna kitaab par teraa naam padhna kitaab men
Bashir Badr
44 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bashir Badr.
Similar Moods
More moods that pair well with Bashir Badr's sher.







