chalti phirti hui aankhon se azaan dekhi hai main ne jannat to nahin dekhi hai maan dekhi hai
Related Sher
daulat shuhrat biwi bacche achha ghar aur achchhe dost kuchh to hai jo in ke baad bhi haasil karna baaki hai kabhi-kabhi to dil karta hai chalti rail se kood padhoon phir kahtaa hoon...paagal ab to thoda rastaa baaki hai
Zia Mazkoor
91 likes
tumhaari aankhoñ ki tauheen hai zara socho tumhaara chaahne vaala sharaab peeta hai
Munawwar Rana
123 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
haseen ladkiyaan khushbooen chaandni raatein aur inke baad bhi aisi sadri hui duniya
Ameer Imam
58 likes
ab mira dhyaan kahii aur chala jaata hai ab koi film mukammal nahin dekhi jaati
Jawwad Sheikh
67 likes
More from Munawwar Rana
na jaane kaisi mahak aa rahi hai bastii se vahii jo doodh ubalne ke baad aati hai
Munawwar Rana
19 likes
insaano ko jalwaayegi kal is se ye duniya jo bachcha khilauna bhi zameen par nahin rakhta
Munawwar Rana
21 likes
KHaamushi kab cheekh ban jaa.e kise maaloom hai zulm kar lo jab talak ye bezbaani aur hai
Munawwar Rana
0 likes
woh chahe majnoon ho farhaad ho ki raanjha ho har ek shaKHs meraa ham sabq nikalta hai
Munawwar Rana
29 likes
saza kitnii badi hai gaav se baahar nikalne ki main miTTi goondhta tha ab double-roti banata hooñ
Munawwar Rana
19 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawwar Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawwar Rana's sher.







