chhup gae vo saz-e-hasti chhed kar ab to bas avaz hi avaz hai
Related Sher
usne dekha mujh...ko to kun dii lagaani chhod dii phir mire hothon pe ik aadhi kahaanii chhod dii main chhu paa.e phir raha tha ishq apne gaav men aur phir zaalim ne gardan pe nishaani chhod dii
nakul kumar
67 likes
tumhaare andar chhupi hui ik haseen ladki zaraa se kaajal zaraa si laali se mil gayi hai
Vishal Bagh
49 likes
ghar ki is baar mukammal main talaashi loonga gham chhupa kar mire maa baap kahaan rakhte the
Unknown
61 likes
apni baanho se kyun hataaun use so raha hai to kyun jagaaoon use jo bhi milta hai uskaa poochta hai yaar kis kis se main chhupaau use
Kafeel Rana
50 likes
bas tumhaara hi nazaara har jagah hooñ dekhta aankh hai palkon ke peeche ya kahii tum ho chhupi
Divya 'Kumar Sahab'
42 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Asrarul Haq Majaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Asrarul Haq Majaz's sher.







