daanishmandon rastaa batla sakte ho deewaana hooñ veeraane tak jaana hai jannat waale thoda pahle utarenge rindo ko to maykhaane tak jaana hai
Related Sher
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
tumhaare naam ki har ladki se mila hooñ main tumhaara naam faqat tum pe achha lagta hai
Unknown
114 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
More from Vishal Bagh
du aa.e maangte hain isi li.e apne ujhadne ki ha men to yaar tere haath se taameer hona hain
Vishal Bagh
27 likes
mere sayyaad ko koi bula de mere pinjare ko toda ja raha hai
Vishal Bagh
28 likes
aaj phir kufr kamaaya hamne shor ko she'r sunaaya hamne
Vishal Bagh
28 likes
uski tasveer band aankhoñ se pahle banti thii ab nahin banti
Vishal Bagh
36 likes
umr ye meri sirf labaada mere khud o khaal ka hai meraa dil to mushkil se kuchh solah satarah saal ka hai
Vishal Bagh
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vishal Bagh.
Similar Moods
More moods that pair well with Vishal Bagh's sher.







