daraavni hai jo tujh ko tiri qaza hi na hona bhag itnaa ki anjaam ka pata hi na ho dikhaave ki hor men kya mile nahin aap se dikha rahe jaise kuchh bhi ata pata hi na ho
Related Sher
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
ab uski shaa dii ka qissa na chhedo bas itnaa kah do kaisi lag rahi thii
Zubair Ali Tabish
140 likes
ye ishq nahin aasaan itnaa hi samajh lijye ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai
Jigar Moradabadi
114 likes
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
ghar men bhi dil nahin lag raha kaam par bhi nahin ja raha jaane kya KHauf hai jo tujhe choom kar bhi nahin ja raha raat ke teen bajne ko hai yaar ye kaisa mahboob hai jo gale bhi nahin lag raha aur ghar bhi nahin ja raha
Tehzeeb Hafi
294 likes
More from Shubham Rai 'shubh'
ye log poochhenge ha men zara kharaab hone do adhar se choom lenge bas miyaan sharaab hone do
Shubham Rai 'shubh'
1 likes
saans lene ke bhi paise dene honge is qadar mehngaai badhti ja rahi hai
Shubham Rai 'shubh'
0 likes
abhii jang jaarii hai haara nahin hooñ ki hathiyaar apna utaara nahin hooñ zameen hai ye meri na lalkaaro mujh ko sunaami hooñ main koii dhaara nahin hooñ
Shubham Rai 'shubh'
1 likes
tajurba bas tumhein hai jeene ka hamne to zindagi ganwaai hai dast ke aap hi musafir ho khaak hamne kahaan udaai hai
Shubham Rai 'shubh'
0 likes
zindagaani guzar jaayegi phir kahaanii guzar jaayegi
Shubham Rai 'shubh'
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shubham Rai 'shubh'.
Similar Moods
More moods that pair well with Shubham Rai 'shubh''s sher.







