der se aane par vo khafa tha akhir maan gaya aaj main apne baap se milne qabristan gaya
Related Sher
khushi se kaanp rahi theen ye ungaliyaan itni delete ho gaya ik shaKHs sev karne men
Fahmi Badayuni
122 likes
meri duniya ujad gaii is men tum ise haadsa samjhte ho aakhiri raasta to baaki hai aakhiri raasta samjhte ho
Himanshi babra KATIB
119 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
More from Afzal Khan
daanista mujh aawaara se takra ke ye duniya kahti hai ki andhe ho dikhaai nahin deta
Afzal Khan
0 likes
banaa rakkhi hain deewaron pe tasveerein parindon ki vagarna ham to apne ghar ki veeraani se mar jaayen
Afzal Khan
20 likes
tere jaane se zyaada hain na kam pahle the ham ko laahaq hain vahii ab bhi jo gham pahle the
Afzal Khan
19 likes
jaane kya kya zulm parinde dekh ke aate hain shaam dhale pedon par marsiya-khwani hoti hai
Afzal Khan
22 likes
tu bhi saada hai kabhi chaal badalta hi nahin ham bhi saada hain isee chaal men aa jaate hain
Afzal Khan
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Afzal Khan.
Similar Moods
More moods that pair well with Afzal Khan's sher.







